Baccho Wada karo

TEACHER: baccho Wada karo kabhi cigaratte, sharaab nahi piyo GE..
BACHE: nahi piyain GE

TEACHER: gals ka peecha nahi karoge, na hi unhain chedo GE..
BACHE: nahi karain GE

TEACHER: or desh pe apni jaan qurbaan ker do gey..
BACHE: ker dain GE. Aisi zindagi ka or kerna b kya.

~~~~~~~~~

Train mai ek husband apni wife say: "tujh say shadi kar k pachta raha hoon."

"dil karta hai tujhe kutttay k aagay daal doon"

Samnay wala passenger bola: "bhao bhao"

~~~~~~~~~

Wife : mere iraday baray neek hain, aap 1000 mai ek hain.

Sardar : mera dimag bara taiz hai, pehlay ye Bata baki 999 kon hai?

~~~~~~~~~

Sardar looked himself in mirror and said:
Is ko kahain dekha hai. Then he said:

Oye yaad aya, ye to who he kamina hai Jo
Shaadi ki album main meri biwi k saath hai :p

No comments: