Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai!!!

Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai

Pyar mohobbat to sabhi karte hai,
Pyar ke dhoke me sabhi jalte hai.
Hum na pyar na mohobbat karte hai,
Bas aap jaise yaron ki yari pe marte hai.

Khushi ki lakir

Likh sakte kisi ki takdir agar hum,
aapki takdir me har khushi likh dete,
jo mod dilaye aapko kamiyabi,
har lakir ko us taraf mod dete.....

Unse roz milne ko DIL CHAHTA HAI

Unse roz milne ko DIL CHAHTA HAI.
Kuchh sunne sunane ko DIL CHAHTA HAI.
Tha kisi ke MANANE KA ANDAJ aisa.
Ki phir RUTH jane ko DIL CHAHTA HAI.

Dilse

Pyaar karna koi mushkil kaam tho nahi,
koi utna hume chahna itna asaan bhi nahi,
kisiko vada na dena chahat ki imtehaan me,
jab pata naho dil kaise toot thi hai vada thodne me.

ankho me aansuo

ankho me aansuo ko ubhar ne na diya,
mitti ke motiyo ko bikhar ne na diya,
jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan
us raah se kisiko gujar ne na diya

Koi dur ho

Koi dur ho kitna hi kya gam hai?
Magar vo apna hai ye kya kam hai?
Chahe na ho bat na ho mulaqat kya gam hai?
Yad hume vo karle ye kya kam hai.

Gum ki aandhiyo mein

Gum ki aandhiyo mein utar jayenge,
sagar kya samundar mein utar jayenge,
hume marne ke liye faansi ki nahi zroorat,
dil se nikaal do yunhi marr jayenge!!

TuM kO DeKhAa tO yAh kHayAl AaYa

TuM kO DeKhAa tO yAh kHayAl AaYa
ZiNdAgi DooHp! TuM GahNa SaYa
........................

Aj PhiR DiL nAaY iK TaaMannA ki,
Aj PhiR Dil Ko HuM NaAy SmJaYaA
ZiNdAgi DooHp! TuM GahNa SaYa...
.......................

TuM ChAlaY JaO gAaY tO SoChAaiN gAiN,
HuM nAaY KiA kHoYaA HuM nAaY kiA pAyA
ZiNdAgi DooHp! TuM GahNa SaYa...
.......................

चाय और समोसें के प्यार मे

इंजीनियर वों हैं
जो अक्सर फसता है
साझात्कर के सवाल मे
बड़ी कम्पनी के जाल मे
बासँ और कलाइँट के बवाल मे,
इंजीनियर वो हैं,
जो पक गया है,
मीटिंग की झेलाई मे,
सबमिसन की गहराई मे,
टीमवर्क की चटाइँ मे
इंजीनियर वो हैं,
जो लगा रहता है,
सिडुयुल को फिसलाने मे
टार्गेट्स को खिसकाने मे
रोज़ नए नए बहाने बनाने मे
इंजीनियर वो हँ
जो लंच टाइम मे ब्रेंकफास्ट लेता है
डिनर टाइम मे लंच करता है , और
कोम्मुटेशन के वक्त सोया करता है
इंजीनियर वोह है
जो पागल है
चाय और समोसें के प्यार मे
सिगरेट के खुमार मे
बँढ्वाचिंग के विचार मे
इंजीनियर वो है
जो खोया है
रिमान्ड्र्सँ के जवाब मे
न मिलने वाले हिसाब मे
बेहतर भविष्य के ख्वाब मे
इंजीनियर वो है
जिसे इंतज़ार है
वीकएंड नाइट पर धूम मचने का
बॉस के छूटी पर जाने का
इन्क्रीमेंट की ख़बर आने का
इंजीनियर वो हँ i
जो सोचता है
काश पढ़ाई पर ध्यान दिया होता
काश टीचर से पंगा न लिया होता

ishq ke jaam ko aise na piyo

ishq ke jaam ko aise na piyo
ki adha piya adha chod diya,
yeh pyaar hai mere yaar
nahi koi VIM BAR
ki thoda sa lagaya aur ho gaya.



when i cry no 1 sees my tears,
when i m sad no 1 sees my pain,
when i m happy no 1 sees my smile,

but saalaa 1 ladki ke saath ghumo to sari duniya dekh leti hai.




teri galion mein na rakhein ge kadam aaj ke baad,
teri galion mein na rakhein ge kadamaaj ke baad,
......
.......

kyon ki kichad bohut ho jata hai BARISH ke baad !!




Na pooch teri judai ke lamhe humne kaise bitaaye...

Paani main surf mila ke straw se bulbule banaye!!




Yu dekha naa karo hume haste haste, Yu dekha naa karo hume haste haste,

Mere dost bade kharaab hain keh denge 'Bhabhi Ji Namaste!'




woh aati hai toh raastey pe 100 100 ke note bichchaata hoon.
woh aati hai toh raastey pe 100 100 ke note bichchaata hoon.
.
chali jaati hai toh uthaa letaa hoo

Kisi na kisi pe kisiko aetbaar ho jata hai

Kisi na kisi pe kisiko aetbaar ho jata hai,
ajnabi koi shaks yaar ho jata hai.
khubiyon se nahi hoti mohabbat bhi sadaa,
khamiyon se bhi kabhi pyar ho jata hai.

daulat hai mujhko zindagi se pyari,
daulat ke liye kar dun kurbaan yari,
daulat ke liye tod dun dosti tumhari,
ab tumse kya chupana dost tum hi to ho daulat humari.

hasarat hai to sirf usse paane ki,
aur koi khwasish nahi iss deewane ki,
shikwa muje usse nahi khuda se hai,
kya zarurat this mujhe usse milane ki

YE DIN YU HI GUZAR JAYENGE,
SHYAD HUM DOST BICHAD JAYENGE,
NARAZ NA HO AAP HAMARI SHARARATO SE,
YAHI TO WO PAL HAI JO TUMHE AKSAR YAAD AYENGE....

Baccho Wada karo

TEACHER: baccho Wada karo kabhi cigaratte, sharaab nahi piyo GE..
BACHE: nahi piyain GE

TEACHER: gals ka peecha nahi karoge, na hi unhain chedo GE..
BACHE: nahi karain GE

TEACHER: or desh pe apni jaan qurbaan ker do gey..
BACHE: ker dain GE. Aisi zindagi ka or kerna b kya.

~~~~~~~~~

Train mai ek husband apni wife say: "tujh say shadi kar k pachta raha hoon."

"dil karta hai tujhe kutttay k aagay daal doon"

Samnay wala passenger bola: "bhao bhao"

~~~~~~~~~

Wife : mere iraday baray neek hain, aap 1000 mai ek hain.

Sardar : mera dimag bara taiz hai, pehlay ye Bata baki 999 kon hai?

~~~~~~~~~

Sardar looked himself in mirror and said:
Is ko kahain dekha hai. Then he said:

Oye yaad aya, ye to who he kamina hai Jo
Shaadi ki album main meri biwi k saath hai :p

Dosti sawan nahin

Dosti Sawan nahi jo Toot k barsey aur Tham jaye,
Dosti Aag nahi jo sulge, Kitni jaldi ye raat guzar jaati hai,
pyaas bujhti nahi aur barsaat Ho jaati hai

Kisi na kisi pe kisiko aetbaar ho jata hai

Kisi na kisi pe kisiko aetbaar ho jata hai,
ajnabi koi shaks yaar ho jata hai.
khubiyon se nahi hoti mohabbat bhi sadaa,
khamiyon se bhi kabhi pyar ho jata hai.

daulat hai mujhko zindagi se pyari,
daulat ke liye kar dun kurbaan yari,
daulat ke liye tod dun dosti tumhari,
ab tumse kya chupana dost tum hi to ho daulat humari.

hasarat hai to sirf usse paane ki,
aur koi khwasish nahi iss deewane ki,
shikwa muje usse nahi khuda se hai,
kya zarurat this mujhe usse milane ki

Akela

Jab akela hota hoon kuch sochta hoon,
Bas kisike baare main sochta hoon,
who meri zindagi,hai woh hai bekhabar,
uske intzaar mein tadpata rehta hoon.

Sardarji's Mom's Letter

Dear banta
Vahe Guru !

I am in a well here and hoping you are in the same well there. I'm writing this letter slowly, because I know you cannot read fast.

We don't live where we did when you left home. Your dad read in the newspaper that most accidents happen 20 miles from home, so we moved 20 miles.

I wont be able to send the address as the last Sardar who stayed here took the house numbers with them for their new house so they would not have to change their address. Hopefully by next week we will be able to bring our earlier address plate here, so that our address will remain same too.

This place is really nice. It even has a washing machine, situated right above the commode. I'm not sure it works. Last week I put in 3 shirts, pulled the chain and haven't seen them since.

The weather here isn't too bad.. It rained only twice last week. The first time it rained for 3 days and second time for 4 days.

The coat you wanted me to send you, your Aunt said it would be a little too heavy to send in the mail with all the metal buttons, so we cut them off and put them in the pocket.

Your father has another job. He has 500 men under him. He is cutting the grass at the cemetery.

By the way I took Bahu to our club's poolside. The manager is really badmash. He told her that two-piece swimming suit is not allowed in this club. We were confused as to which piece should we remove?

Your sister had a baby this morning. I haven't found out whether it is a girl or a boy, so I don't know whether you are an Aunt or Uncle.

Your uncle, Jetinder fell in a nearby well. Some men tried to pull him out, but he fought them off bravely and drowned. We cremated him and he burned for three days.

Your best friend, Balwinder, is no more. He died trying to fulfill his father's last wishes. His father had wished to be buried at sea after he died. And your friend died while in the process of digging a grave for his father.

There isn't much more news this time. Nothing much has happened.


P.S: Beta, I was going to send you some money but by the time I realized, I had already sealed off this
letter.

HUMSE PUCHHIYE

DIL KI BERUKHI KI WAJAH HUMSE PUCHHIYE,
MOHABBAT ME MIL RAHI SAZA HUMSE PUCHHIYE,
KYUN UDAS HO MERE DOST TUM GAM KI TALASH ME...???
GAM KI HAR GALI KA PATA HUMSE PUCHHIYE..!!!!

Zindagi Main Hai Dhoka

Zindagi Main Hai Dhoka Is Ke Siwa Kuch Nahi
Tamashaei Hai Yeh Dunya Is Ke Siwa Kuch Nahi

Meri Zindagi Se Pochiye Zindagi Kia Hai
Zindagi Hai Aik Khuwaab Is Ke Siwa Kuch Nahi

Khushiyan Hain Lakhon Is Dunya Main Magar
Udasi Hai Mere Dil Main Is Ke Siwa Kuch Nahi

Mujh Se Jo Log Bhi Mile Hain Khush Hokar
In k Dilon Main Hai Nafrat Ke Siwa Kuch Nahi

Wade,Karte Hai Log Magar Jante Nahi Wafa Karna
Bewafai Hey Is Dunya Main Is Ke Siwa Kuch Nahi

Pal Main Jisse Chaha Usse Pal Main Bhula Diya
Yeh Khel Hey Dunya Ka Is Ke Siwa Kuch Nahi

Tum Ko Chaha Hey Magar Kuch Bhi Nahi Socha Ke
Dunya To Hai Eik Sarab Is Ke Siwa Kuch Nahi
ab intni nafrat hai tumse iske siwa kuch bhi nahi,
tu sirf tu hai iske siwa kuch bhi nhi
shok tera hai dilon se khelna iske siwa kuch bhi nahi
kahti hai pyar jise ek dhoka hai uske siwa kuch bhi nhi
rakha jis apni aankh ka "Kajal" bana
itna rulaya usne ab aankh me aansu ke siwa kuch bhi nahi....

Raat hogi to chand bhi duhai dega

Raat hogi to chand bhi duhai dega,
Khawabon main tumhe wohchehra dikhayee dega,
Ye mohabbat hai zara soch ke karna,
Ek ansu bhi gira to sunai dega.
C hup rehete hai ki koi khafa na ho jaye,
Humse koi ruswa na ho jaye,
Badi mushkil se koi apna bana hai,
Milne se pehele hi juda na ho jaye.


Zindagi kisiki mohataz nahi hoti,
Dosti sirf jazbaat nahi hoti,
Kuch to khayal aaya hoga khuda ko,
Warna yuhi aapki humse mulaqat nahi hoti.

Berukhi

Aapki berukhi ko bhi rutba diya humne,
pyar ka har farz ada kiya humne,
Mat socho ke humne bhula diya aapko,
Aaj fir aapse pehle aapko yaad kiya humne..

Hindi Joke

EK SARDAR AADHI RAAT KO APNI MOTI BIWI SE BOLA,
SUNTHI HO, SISAK SISAK KAR MARNA ACHA HAI YAEKDAM?

BIWI NE KAHA EKDAM.

SARDAR NE KAHA TO FIR APNI DOOSRI TAANG
BHI MERE UPAR RAKH DO.

Wo pyar jo haqekat

Wo pyar jo haqekat mein pyaar hota hai,
zindagi mein woh sirf ek bar hota hai,
nigaaho ke milte dil mil jaaye,
yeh ittefaq sirf ek baar hota hai.

Aapke shahar

Aapke shahar ka har mausam suhana lage,
Ek shaam chura loon aapki agar bura na lage,
Aap chahe bhula de hume ek pal me hi,
Aapko bhulane me shayad hume jamana lage.

Dilday badlay dil phadaa day zid na kar

Roz da jhagda mukaa day zidd na kar,
Dilday badlay dil phadaa day zid na kar,
Kiran meri aas dee bann kay kadi,
Zindagi nu jag-maga day zidd na kar,
Eh addika hai nazar day darmiyaan,
Eh dupatta vee hataa day zidd na kar,
Zindagi daa silsila hovay shuru,
Muskura day muskura day zidd na kar

Jisey bhi chaahtey hain hum

Jisey bhi chaahtey hain hum,wohi milta nahin hum ko,
Jisey bhi chaahtey hain hum,wohi milta nahin hum ko,
Bichhar jata hai kab hum se pata chalta nahin hum ko,

Dua jo maut ki mangein toh sansein aur badti hein,
Na janey kyoon khuda tala bhi abb sunta nahin hum ko,

Ajab tark_e_taluk duniya waloon ne kiya hum se,
Batayein kya koi dushman bhi ab kehta nahin hum ko,

Hazaron log miltey hain hazaron saath chaltey hain,
Magar uss aik chehrey sa koi lagta nahin hum ko,

Khadey hain rastey mein hum uthaaye dastan_e_gham,
Guzar jaatey hain sub koi parhta nahin hum ko,

Jisey be chaahtey hain hum,wo hi milta nhin hum ko,
Bichhad jata hai kab hum se pata chalta nahin hum ko!!

Ret me naam

Ret me naam kabhi likhte nahi,
Ret pe likhe naam kabhi tikte nahi,
Tumne hume patthar dil to keh diya
Par e yaar mere patthar pe likhe naam kabhi mitate nahi

Pathar Ko Pani

Pathar Ko Pani Mein Mat Phenko,
Isse Koi Aur Bhi Peeta Hoga,
Jeena Hai To Khush Hoke Jeeyo,
Tumhe Dekhkar Koi Aur Bhi Jeeta Hoga...

Ek baar phir humy dhoka mila

ek baar phir humy dhoka mila
usay ek or phir moqa mila

kese bhool gaya vo sard sham
vo hathoon pe likha hua mera naam
zindagi se humy ek tuhfa mila
mukhalif hawa ka jhoonka mila

pher li nazar fizaaon ne
amber ne bhi rang badal liya
ek shaakh se gira phool
vo bhi humay sookha mila

ek baar phir humy dhoka mila
usay ek or phir moqa mila

AATI KYA KHANDALA

Hindi

A Kya Bolti Tu ?
A Kya Mai Bolu ?
Sun
Suna
Ati Kya Khandala ?
Kya karu Ake mai Khandala ?
Are Ghumenge, nachenge, gayenge Aish karenge or kya


Urdu - Best

AAP KUCH BOLEIN?
HUM KYA BOLEIN??
MULAIZA FARMAYEIN
IRSHAD
TASHREEF LAYEINGI KHANDALA?
KYA KAREIN HUM KHANDALA TASHREEF LAAKE??
ARRE GHOOMEINGE, NAACHEINGE, NAGMEIN SUNAYEINGE, TAFREE KAREINGE OR KYA!!


English :

Aye what do you say?
Aye what should I say?
Listen.
Speak on.
Coming to khandala?
What should I do, coming to khandala?
We'll roam, we'll loaf, we'll sing, we'll dance we"ll
freak, baby,what else?



Sanskrit : This is too good

Aye balike, twam katham kathisyasi
Aye balakah aham kim kathisyamh
Shrinvasi!
Shrunha
Kim twam khandaalaa agchasyasi
Aham kim kurwasyami khandaalayeh
gamisyami, bhramisyami, nryuthyami, gaayami, maja
karishma, kim karishyami..

Kanta na hota

Kanta na hota, toh

phool ki hefazath na hoti,
Andhera na hota,to

roshini ki zarurath na hoti,

Agar mil jati har khushi duniya me,
Toh dil ki mulaqath dard se na hoti

Dil ki baat

khamosh palkon se behkar jab aansu aate hai,
aap kya jaane wo hame kitna yaad aate hai,
aaj bhi us modh pe khade hai
jaha usne kaha tha...Thehro ham abhi aate hai ..

Har Phool ki ajab kahani hai

Har Phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu dard ka ehsaas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai
Taraste they jo milne ko humse kabhi,
Aaj woh kyun mere saaye se katrate hain.
Hum bhi wahi hain, dil bhi wahi hai,
Na jane kyu log badal jate hain
Khuda bachaye marz-e-ishq se,
Kehte hai ye aarzah accha nahin hota.
Hum aah bhi lete hai, tho ho jaate hai badnaam.
Wo qatl bhi karte hai to charcha nahin hota...

TUMHARA ISHQ

Wafaon Kay Wadae Who Saray Bhola Gaya Chup Chap
Who Mere Dil Ki Dewarin Hila Gaya Chup Chap
Najany Koun Sa Woh Bad Naseeb Lamha Tha
Who Gum Ki Aag Main Mujh Ko Jala Gaya Chup Chap
Main Jis Ko Chota Hoon DOST Who Zakhm Deeta Hai
Who Phool Asee Chaman Main Khila Gaya Chup Chaap

RUKHSAT HOWA TO

Rukhsat Howa To Baat Meri Maan Ker Gaya
Jo Uss Ke Paas Tha Mujhe Daan Ker Gaya

Bichra Kuch Iss Adda Sey Ke Rut Hi Badal Gay
Ek Shaks Sarey Shaher Ko Weraan Ker Gaya

Dilchasp Waqiya Hai Ke Kal Ek Aziz Dost.....
Apney Mufaat Par Mujhe Qurbaan Ker Gaya

Kitni Soudhar Gaye Hai Judaai Mey Zindagi
Haan Woh Jafa Jo Mujh Pay Ahsaan Ker Gaya

Main Baat Baat Par Kehta Tha Jisko Jaan
AnmoL Shaks Akhir Mujh Ko Bey Jaan Ker Gaya